Tumhare Bin Nahi Rehna,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Hai Tumse Bas Yahi Kehna,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Zaban To Keh Nahi Sakti,
Tumhain Ehsaas To Hoga,
Meri Aankhon Ko Parh Lena,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Tumhare Naam Kardi hai,
Ye Puri Zindagi Apni
Bhalay He Dukh Parhe Sehna,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Hume Ehsaas Hai Tumko Bhi Humse Pyar Hai Lekin…Ye Mere Saamne Kehna,
Mujhe Tumse Mohabbat Hai..!!!Kumar_____________</3
Tuesday, 1 December 2015
Kisi Ko Lag Na Jaye
Toote Huye Kaanch Ki Tarah Chaknachur Ho Gaye,
Kisi Ko Lag Na Jaye, Isliye Sab Se Door Ho Gaye...!!!Kumar___________</3
No comments:
Post a Comment